Madam Dhokebaaz Lyrics | Addy Nagar

Singer/Rapper : Addy Nagar

Madam Dhokebaaz Lyrics

Bachpan se hi dimaag mein jhool hai
Duniya mein aa gaya wahi bhool hai
Rule hai mere jeene ka alag Vasool hai
Khopdi mein meri Rap ka tool hai
Cool hai jiske peeche miss kiya school hai
AM to PM Hip Hop ke Schedule hain
Khatam nahi hota meri rap ka fuel hai
Phir Bhi tujhse pyaar kiya wahi to kasoor hai
Tu nazron se door hai
Tere jaisi meri joote ke nok pe
Wanna be my ! Tera ghatiya guroor hai
Ye sunne ke liye tu majboor hai

Itne Bade nawaab ki chhori hai toh phir itna pyaar kyun kiya tha
Mujhse jyaada paisa jaroori hai toh phir itna pyaa kyun kiya tha

Oo Madam Dhokebaaz ! Itna pyaar kyun kiya tha

[Rap:]
Oh Baby doll gaana abhi baaki hai
Kyunki mujhe tujhse bandhwani ab Raakhi hai
Tera time khatam lekin gaana mera baaki hai
Magarmachh ke aansu aur bekaar ki chaalaaki hai
Pehle toh tune khud ne Propose kiya
Bhai ko mere emotional dose diya
Roz diya.. Force kiya... Tune expose kiya
You gave me pain Aur woh bhi tune roz diya
Kya tune dil todne kaa koi course kiya
Maine seh liya. Pyaar karne kaa tune achha inaam diya
Saari duniya mein tune mujhe badnaam kiya
Yeh jo shehri chooza tera boyfriend hai 
Jaa Tere liye maine usko bhi chodd diya
Kya Facebook.. Kya Whatsapp.. 
Jaa maine tujhe apni jindagi se block kiya

Itne Bade nawaab ki chhori hai toh phir itna pyaar kyun kiya tha
Mujhse jyaada paisa jaroori hai toh phir itna pyaa kyun kiya tha

Oo Madam Dhokebaaz ! Itna pyaar kyun kiya tha
Oo Madam Dhokebaaz ! Itna pyaar kyun kiya tha
Oo Madam Dhokebaaz ! Itna pyaar kyun kiya tha
Oo Madam Dhokebaaz ! Itna pyaar kyun kiya tha

Itne Bade nawaab ki chhori hai toh phir itna pyaar kyun kiya tha
Mujhse jyaada paisa jaroori hai toh phir itna pyaa kyun kiya tha

Post a Comment

2 Comments